ZAMI MAILI NAHI HOTI LYRICS जमी मैली नहीं होती नात ए पाक

ZAM MAILI NAHI HOTI LYRICS जमी मैली नहीं होती नात ए पाक
ZAM MAILI NAHI HOTI LYRICS जमी मैली नहीं होती नात ए पाक

ZAMI MAILI NAHI HOTI LYRICS IN HINDI जमी मैली नहीं होती नात ए पाक new naat sharif hindi mein नात शरीफ हिंदी hindi mein naat sharif ZAMI MAILI NAHI HOTI IN ENGLISH

ZAMI MAILI NAHI HOTI LYRICS जमी मैली नहीं होती नात ए पाक
जमी मैली नहीं होती नात ए पाक

ZAMI MAILI NAHI HOTI LYRICS

READ ZAMI MAILI NAHI HOTI LYRICS

  • zameen maili nahin hoti zaman maila nahin hota
  • muhammad ke Gulaamo.n ka kafan maila nahin hota
  • mohabbat kamli waale se wo jazba hai suno, logo
  • ye jis man men sama jaae, wo man maila nahin hota

  • mohabbat pyaare aaqa se wo jazba hai suno logo
  • ye jis man me sama jaae, wo man maila nahin hota
  • nabi ke paak langar par jo palte hain kabhi un ki
  • zabaan maili nahin hoti suKHan maila nahin hota

  • gulon ko choom lete hain sahar nam shabnami qatre
  • nabi ki naat sun len to chaman maila nahin hota
  • jo naam-e-mustafa choomen, nahin dukhti kabhi aankhen
  • pahan le pyaar jo un ka, badan maila nahin hota

  • tijori men jo rakha hai, siyaahi aa hi jaati hai
  • bate jo naam par un ke wo dhan maila nahi hota
  • nabi ka daaman-e-rahmat pakaD lo, ai jahaan waalo
  • rahe jab tak ye haatho.n me.n, chalan maila nahin hota

  • main naazaan to nahin fan par magar, Naasir ! ye daa’wa hai
  • sana-e-mustafa karne se fan maila nahi.n hota

जमी मैली नहीं होती नात ए पाक लिरिक्स

यहाँ पढ़े जमी मैली नहीं होती नात ए पाक लिरिक्स हिंदी में लिखी हुई

  • ज़मीं मैली नहीं होती, ज़मन मैला नहीं होता
  • मुहम्मद के ग़ुलामों का कफ़न मैला नहीं होता
  • मोहब्बत कमली वाले से वो जज़्बा है सुनो, लोगो
  • ये जिस मन में समा जाए, वो मन मैला नहीं होता

  • नबी के पाक लंगर पर जो पलते हैं कभी उन की
  • ज़बाँ मैली नहीं होती, सुख़न मैला नहीं होता
  • गुलों को चूम लेते हैं सहर नम शबनमी क़तरे
  • नबी की ना’त सुन लें तो चमन मैला नहीं होता

  • जो नाम-ए-मुस्तफ़ा चूमें, नहीं दुखती कभी आँखें
  • पहन ले प्यार जो उन का, बदन मैला नहीं होता
  • तिजोरी में जो रखा है सियाही आ ही जाती है
  • बटे जो नाम पर उन के वो धन मैला नहीं होता

  • नबी का दामन-ए-रह़मत पकड़ लो, ए जहाँ वालो
  • रहे जब तक ये हाथों में, चलन मैला नहीं होता
  • मैं नाज़ाँ तो नहीं फ़न पर मगर, नासिर
  • ये दावा है सना-ए-मुस्तफ़ा करने से फ़न मैला नहीं होता

REA THIS